
Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare
Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare
Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai
Daaman mein bhar du har pal khushiyo ko mein tumhare........ ...........
Sugandhit ho jeevan tumhara
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
Aur hum aapko Janmdin Mubarak kehte rahen har baar…
Har din se pyara lagta hai hame ye khaas din,
Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise…