Birthday SMS in Hindi

Get the happy birthday sms in hindi, text messages in hindi
Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare
Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare
Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai
Daaman mein bhar du har pal khushiyo ko mein tumhare........ ...........
Sugandhit ho jeevan tumhara
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
Aur hum aapko Janmdin Mubarak kehte rahen har baar…
Har din se pyara lagta hai hame ye khaas din,
Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to dil deta hai sada hi dua apko,
Phir bhi kehte hai mubarak ho Janmdin apko…
Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak…
Hamari taraf se aap ko …
Naya Janam Din Mubarak
Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pesh Karu
Tajmahal Du Tujhe Ya Chanderma Pesh Karu
Aur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere Sanam
Sochta Hu Bas Tujhe Apni Baffa Pesh Karu..
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga.
Happy Birthday
Janamdin Hai Aapka Sochta Hoon Uphar Kya Doon
Sochta Hoon Ish Varsh Naya Khitab Kya Doon
Gulab Se Badhkar Koi Phool Hota To Deta Jaroor
Magar Jo Khud Gulab Hai Use Gulab Bhi Kya Doon…
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!
sall bad ye din aaya hai,
apane sang khushiyo ki bahar laya hai...
hakikat me to apase na mil payenge
lekin sapane me hi apako wish karenge
Happy Birthday
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ?ho tumhaara janam din aaya!
Hamari to duaa hai, koi gila nahi
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi
***** Happy Birth Day For Me
KHUSHI SE BEETE HAR DIN
har suhani rat ho.
JIS TARAF APKE KADAM PADE
vaha phulo ki barsat ho.
BELATED HAPPY BIRTHDAY.
!!!
|^^^^^|
|^^^^^^^^^|
[***********]
Happy Birthday
Ye lo Meri Taraf Se Birthday Cake
Ab ye mat kehna k hum kanjos hain.
Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hm ko yaad hai na,
Nargis,bela,Motia,lala,Juhi,Chumpa or banafsha hr koi dekho shaad hai na,Aaj tumhari salgirah hai,
Dekho hm ko yaad hai
Pal Pal intezaar karte hai janam din ke liye,
Woh din ayega bhi to bus pal do pal ke liye,
Guzarish hamari hai uss ghadi se..
Woh pal jald se laye din bhar ke liye..
Apun wishing you a wonderful, super duper, zabardast, xtra bariya,
xtra special ekdum mast n dhinchak bole to ekdum jhakaas, JANAM DIN mubarak ho..
KHUSHI SE BEETE HAR DIN
har suhani rat ho.
JIS TARAF APKE KADAM PADE
vaha phulo ki barsat ho.
BELATED Happy Birthday.
janamdin ke shubh avsaar par,
bhent karu kya upahar tumhe,
bas isse hi sweekar kar lena,
lakhon lakhon pyar tumhe...
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai
Sooraj ne gagan se Salam bheja hai
Mubarak ho Aapko Naya Janam Din
Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai .
Teri jhalak ko tarasta hu zidd ab ye chod do,
Ye zulm aaj na dhao tumhari saalgirah hai,
Bhatak raha hu teri zaat ki zaneeron mein,
Chalo azaad hi kardo tumhari saalgirah hai.
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Junam Din Mubarak Ho
Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada.
Har raah aasan ho
Har raah pe khushiya ho
Har din khubsoorat ho
Aisa hi poora jivan ho
Yahi har din meri dua ho
Aisa hi tumhara har janamdin ho!!!
janamdin tumhe mubarak ho.....
har din unhi khus raho.......
khusiyan aur tarakki tumhare sath ho....
har sal janamdin manate raho.
Har din se Pyara lagta hai hame ye khaas din,
hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to Dil deta hai sada hi Dua aapko,
phir bhi kehte hai mubarak ho JanmDin aapko.
Bar bar din ye aye
bar bar din ye aye
tum jiyo hazaron saal ye hamari he arzoo.
Happy bday to u.
Happy bday to u.
wish u many many Happy returns of the day.

Related Articles:

No comments:

Post a Comment