Husband and Wife SMS Jokes in Hindi for FREE

Woh tanha Andhere mein Bethi, Ghanton intezar karti thi uska, DiL se subuh shaam yaad karti thi usko, BhooLe se b bhuLa nhi paati thi usko, Phir Umeed ki ek kiran nazar i, Andhere mein Roshni nazar i,
Aaj Khuda ki shararat samajh aayi, Is dharti pe aapki hukumat samajh aayi, Aapko dharti pe bhejna uska bahana tha..... Ravan ke baad kisiko ko aana tha..
Sardar Asked A Doctor : Doodh Peene Se Rang Gora Hota Hai? Doctor: Han Hota Hai. Sardar : Chal Jhoote, Phir Bhains Ka Bacha Kala Kyu Hota Hai?
Aik Shadi me Santa bahut der se khana kha raha tha dusre ne pucha “kab tak khaoge?” Santa: “main to khud kha kha k thak gaya hu par card me likha tha Diner: 7 pm to 11 pm..”
SANTA: Mere Nana ne mujhse choti si baat par rishta tod diya.. BANTA: Kyun.Kya kha unhone.? . Unhone kaha.. . Moongphali me dana nhi Hum tumhare Nana Nhi..
Jewellery shop mein Santa Singh ki zabardast pitayi ho gai. Kyu ki Usne sales-girl se kaha "Aap ka ek ek 'item' gazab ka haiAb bataiye 'Sone' ka kya rate lagega."
Santa apne dost k Ghar 16 Bachhon or Biwi k sath Lunch pargaya. Dost ne Itni Badi Family dekh k Gusse mai kaha- LAJJA NHI AYI Santa: Uska Exam tha isliye nahi ayi
Govt. Jiske 5 bache hai use ghar degi. Santa k 3 the, usne wife se kaha padosan k 2 b mere hai unko lata hu. lane ke baad apne 3kaha gaye? WIFE- Jinke the wo le gye
santa ne apne 6 saal ke bete ki party rakhi, kisine pucha 6month ke baby ka b'day kaise? santa:- hum engineer semester systemko follow karte hai...
santa: i was stuck in ELEVATOR for three hours due to electric failure banta: i was worse off.i was stuck on ESCALATOR for 5 hours
Santa ki 10 betiyan thi phir ja kar uske ghar par 1 betapaida hua Santa ne uska naam kya rakha hoga socho . . . muskil singh
Sardar chupke se Narak Se Swarg me ghusa. . Devtao ne pakad ke khoob pita . Maar Khane ke baad Utha. Bola Salo Tumhari Inhi Harkato ke karan koi Swarg Nahi AATA...
Santa was going to Bombay. While the plane was landing he was so excited and shouted: “Bombay… Bombay” Air hostess said: “B silent” Santa: “Ok. Ombay… Ombay”
Santa ne apne papa ko father’s day par CAR gift di or ek sher likha. “phool to bahut hai par Gulab sa nahi, Papa to bahut hai par aap sa nahi”
Doctor: which soap u use? Santa: Gopal soap,Gopal paste,Gopal brush Dr: Is gopal an international company Santa: No gopal is my room mate.
Read More »

Love SMS in Hindi - Hindi SMS

You can find love sms in hindi here
Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,
Yuto har tamanna har ehsas hai wo mera,
Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise…
sms & messsages for ur love
Tum Tub Tuk Pyaar Se Pyaar Mut Karo Ki
Pyaar Tum Se Pyaar Na Kare
Pyaar KoItna Pyaar Karo Ki
Pyaar Kisi Aur Se Pyaar Na Kare?
love sms send for ur froends
kal na hm hoge na koi gila hoga
sirf simti hui yado ka silsila hoga
jo lamhe hai chalo hans kr bita le
na jane zindgi ka kal kya faisla hoga
send free love sms
Sitara Asmaan Se Na Jane Kab Toot Jaye
Na Jane Kab In Aankhon Se Ansoo Chhoot Jaye
Kar Lo Pal Do Pal Baatein Pyar Ki
Na Jaane Kab Jism Sey Yeh Jaan Rooth Jaye…
love sms download
WADA kr k nibhana bhul jate hai
laga kar aag bhujhana bhul jate hai
ye to adat ho gyi hai unki
rulate to hai magar manana bhul jate hai
download love sms for free
Aap ki 1 MISS CALL ek din ki khushi
Aap ka 1 SMS 1 week ki khushi
Aap ki 1 CALL 1 month ki khushi
Aap ki 1 MULAQAAT 1 year ki khushi
Aur aap ka PYAR
Umer bhar ki khushi
sms for youe love
bhig jati hai palke tanhai mai,
darte hai koi jaan na le.
tabhi to hm chalte hai barish mai
taki rote hue hme koi pehchan na le
love messages for your girlfriend
Ret Pe Naam Kabhi Likhte Nahin
Ret Pe Likhe Naam Kabhi Tikte Nahin
Tum Kehte Ho Patthar Dil Hoon Main
Patthar Pe Likhe Naam Kabhi Mit Te Nahin…
love sms for your love
haqiqat ho ap kaise tmhe sapna kahu
apke hr dard ko ab mai apna kahu
sb kuch kurban hai meri jaan tujh pr.
kaun hai tere siva jise mai apna kahu.
love sms dose for fun
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurban yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari.
love sms for u
Kaise kahu ki Apna bana lo mujhe,
Baho me apni sama lo mujhe,
Aj himat kr ke kehta hu ki,
Me tmhara hu lo ab tm Sambhalo mujhe. . .
Roz subah khud se ek WADA krta hu ki i am in Love
Roz subah khud se ek WADA krta hu,
Tujhe is Dil se bhulane ka IRADA krta hu,
Apni he baat se MUKAR jata hu roz,
Jane Q PYAR tujse itna jyada jo krta hu..
Chup chup kar dekhte hai - love sms
Chup chup kr hme dekha krte ho,
Bewafa keh kr BADNAAM krte ho,
Aana he agr Samajte ho to Laut ao mere paas,
Q kisi bahane ka INTEZAR krte ho. . .
Great love sms
Kb milange apse khayal krte hai,
Apko hm itna yaad jo krte hai,
Ho na jaye pagal hm darte hai,
Kya kare apse itna PYAR jo krte hai. . .
sms for your wife
Door Nigaho se kahi mat jana,
Zindagi me hme bhool na jana,
Zarurat ho jb bhi apko Hamari,
Khuli hai BAHEN chale ana. . .
Kuch kami hai abhi IQRAR me mere,
Kuch kami hai abhi DIDAR me tere,
Laut ke aja me mit chuka hu,
Phir bhi kuch sase baki hai INTEZAR me tere. . .
kisi ke vade pr zindagi tabah kr baithe,
diwangi mai ye kaisa gunah kr baithe.
ek chand ki arju k liye
sare taro ki mohabat fanah kr baithe
Hamara Rishta Hai Hum Nibhayenge
Pal Pal Aapko Satayenge Hasayenge
Aapko Toh Fursat Hi Nahi Yaad Karne Ki
Par Hum SMS Karke Yaad Dilayenge!
Teri Khushi se hi nhi Gum se bhi Rishta hai mera,
Tu Zindagi ka ek Aham hisa hai mera,,
Ye Pyar ka Rishta tmse sirf Lafzon ki Nhi,
Tere Dil se Dil ka Rishta hai mera.
kr jate hai shararat kyu ki thode shaitan hai hm,
kr dete hai galti kyu ki insan hai hm,
na lgana hmari bato ko dil se,
apko to pta hai kitne nadan hai hm..........
Nigahe agr jhuki rhi to DIL se DIL ki baat kaise hogi ?
APNE agr hme dekha hi nhi,
To ANKHO se MOHABT BAYAN kaise hogi....
Ek ASHIYANA jo dil ne Basana chaha,
Sari duniya ne use mitana chaha,
Wo jane Q hmse door hote chale gaye,
Jinhe hmne sirf APNA banana chaha.....
Kuch lamhe or uska sath chahta tha,
Akho me thami wo barsat chahta tha,
Janta hu bahut chahti thi wo magar,
Uski Zuban se ek baar izhar chahta tha...
Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita do
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein.
Rishto me Pyar ki Mithas rhe,
Na Mitne wala hamesha Ehsas rahe,,
Kehne ko to choti si hai ye Zindagi,
Lambi ho jaye agar ap ka sath rahe...
Kuch uljhe sawalo se darta hai dil,
Naa jane kyu tanhai mai bhkhadta hai dil,
Kisi ko pana koi badi baat nahi hai,
Par kisi ko khone se darta hai ye dil…
Pyar or dosti me itna fark paya Pyar ne sahara diya to Dost ne sath nibhaya Kis riste ko gehra kahu ekne di zindgi to 2re ne jina sikhaya.
bottle main Pepsi say zyaada....
used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE UÂ
Apki yado k bina
1 pal nhi rahena
Apse dur rehne ka dard nhi sehna
apko sirf 1 lafz me hi kehna mujhe apne dil se kabi alvida na kehna
Sookhe patton se pyaar kar lenge
Hum to tum par etbaar kar lenge
Tum ye to kaho, tum humare ho sanam
Hum zindagi bhar intezaar kar lenge..
khushiyo ki bhi koi dukan hoti,
aur hme bhi uski pehchan hoti.
bhar dete tera daman khushiyo se.
bhale uski kimat meri jaan kyo na hoti.
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain,
jhuki nigah ko iqrar kehte hain,
sirf paane ka naam ishq nahin,
kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Hr rat tanha kyu hoti hai,kismat se sbko shikayat kyu hoti hai,mile khuda to puchana jarur jinhe PA nhi sakte unse mohabt kyu hoti hai,
Iss nacheez dil ki gustakhi toh dekho
Chala hai chand se ishq ka izhaar karne
Jiski roshni se roshan hai puri duniya
Usi ko chala hai pyaar ka roshni dene…
Dil mai ap ki hr baat rhegi,
Basti choti he magar abad rhegi,
Chahe hm bhula de sare zamane ko,
Lekin apki hr ada yaad rhegi. . .
Mom batti k ander ka dhaga bola,
Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
Mombati boli,
Jisko dil mein jaga di,
woh bichray to ansu to niklainn gey hi.
Hr lafz ko kagaz pe utara nhi jata,
Hr naam ko sare am pukara nhi jata,
Hoti he dosti me kuch raaz ki bate,
Yuhi is khel me dil hara nhi jata. . .
Aapki muskan hamari kamzori hai
Keh na pana hamari majboori hai
Aap kyon nahi samajhti is jazbaat ko
Kya khamoshiyon ko zuban dena zaroori hai…
Hr pal unke bare me sochte he,
Kbhi khud ko kbhi khuda ko koste he,
Jb unka bhi dil chahta hai hmse milna,
Phir kyu vo apne kadmo ko rokte he. .
PYAR means....
P = Phone karna..
Y = Yaad karna..
A = Azadi khona..
R = Rote rehna, k kaash phone aaye!!
Unko hamari yaad aaye..So don't PYAR.
wo meri jindgi hai, uska koi naam na le, in bhigi ankho ka koi salam na le. Isliye uska sath nhi chodte hai hm, khi wo gir na jaye to use koi aur na tham le.
Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai,
Kab tak chupaon dil ki baat,
Uski har ada par mujhe pyaar aa jaata hai…
Shikayat rehti hai unhe hr pal,
Ke hme mohabat krni nhi ati.
Kuch shikwe to is dil ko bhi hai,
Pr hme shikayat krni nhi ati.
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
chahe bhale paray ghum se vasta,
ek hum jaisa dost rakhna sab ghamon ko bhulanay k liye
Jiyo itna ki zindagi kam pad jaye,
Hanso itna ki rona mushkil ho jaye.
Kisiko pana to qismat ki baat hai,
Magr chaho itna ke "KHUDA" dene pr majbur ho jaye.
Fiza me mehakti shaam ho tum,
Pyaar me jhalakta jaam ho tum,
Seene me chupaye feerte hain hum yaadein tumhari,
Isliye meri zindagi ka dusra naam jo tum….
Mohabt mukadr hai koi ek khwab nhi,
Ye wo ada hai jisme sb kamyab nhi.
Jinhe panah mili unhe ungliyo pr gin lo,
Magr jo tabah huye unka koi hisab nhi.
Humne Chaand se pooha
teri Chaandni ka raaz kya hai?
Chaand ne aapki taraf Ishara
kar ke kaha, Inhi say pucho jisay
dekh kar mein chamakta hoon
AP CHAHE KETNA V DUR HO JAO PR MERI DOSTI KE SILSILE KBHI NA KAM HONGE , JB V LAGE KI AP TANHA HO, PALAT KR DEKHNA APKE SAYE KE JAGAH HM HONGE
Bichadte hue yaad de jayenge,
Khud sone se pehle aapko khawab de jayenge,
Apko gila hai ki hum baat nahi karte,
Sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge…
THUKRA DE KOI TO DIL TUT JATA HAI, YADI JB KOI APNA SAMJH NHI PATA HAI. SACH KEHTE HE DUNIA WALE INSAN DIMAG SE NAHI DIL SE HR JATA HAI.
DEAR CUSTOMER:
Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai,
Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen,
FROM:LOVE CARE CENTER
Mohabt mai krne laga hu,
Uljhano mai jene laga hu,
Diwana to mai tha nhi lekin,
Tera dewana ban-ne laga hu..
Apna Humsafar Bana Le Mujhe,
Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe,
Ye Raat Ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega,
Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe…
MOHABT ko majburi ka naam mt dena,
Haqekt ko hadso ka naam mt dena,
Agr dil mai ISHQ ho kisi k liye,
to use DOSTI ka naam mt dena. . .
In Doori Ko Judai Na Kehna,
In Khamoshi Ko Narazgi Na Kehna,
Hr haal Me Sath Denge Apka,
Zindagi Ne Sath Na Diya To Bewafa Mt Kehna..
Mumkin nhi shayad kisi ko samj pana,
Smjhe bina kisi se kya dil lagana,
Asan hai kisi ko pyar krna,
Bahut mushkil hai kisi ka pyar pana. . .
Mere jaan ki jahan se nirali hai ada,
Hr andaz hai unka sbse juda,
Khafa ho jaye to katil se kam nhi,
Mehrban ho jaye to lagte Khuda. . .
Na kiya Pyar tmse kisi k kehne se,
Na joda rishta hmne tmse ashko ke bahne se,
Hmne dekha tmhare dil ko,
Or PYAR kiya apne dil ke kehne se. . .
Baho me teri aj Bikhar jane do,
Mehki Saso me mujhe utar jane do,
Raat tanha or sard Mosam hai,
Aj apni saso me mehak jane do. . .
Apne sine se laga k mere gum ko dur krdo,
Tmse juda na ho pau Itna MAJBUR kardo,
Meri nas nas me bus jaye PYAR tera,
Me kisiko na dekhu itna MAGRUR krdo.
Jis ghari teriyadon ka sama hota ha,
Phir humein aram kahan hota hay,
Hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka,
Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
Sapno Me Ek Pyara Dost Roz Aata Hai,
Sath Guzre Har Pal Ki Yaad Dilata Hai…
Dil Karta Hai Ye Lamha Yun Hi Ruka Rahe,
Par Subah Hote Hi Khwab Toot Jata Hai..
Agr wo apni Mohabt Hme banale
hm Unka hr khwab apni palko Pe Sajale
kregi kaise maut hme unse juda
Agr vo hme apni RUH me basale.
Meri Har Khushi Har Baat Teri Hai,
Sanson Me Chhupi Ye Hayaat Teri He
Do Pal Bhi Nahi Reh Sakte Tere Bin
Dhadkano Ki Dhadakti Har Aawaz Teri Hai…
mujhe in patharo ka dar na hota,
agr shishe ka mera ghar na hota
yaqinan hm bhi khelte pyar ki baji
agr dil tutne ka dar na hota.
BIKTA he GHUM HUSN ke bazar me,
LAKHO DARD chupe hote he INKAR me,
Wo kya SAMJHEGE PYAR ki KASISH,
Jisne FARK nhi samjha PASAND or PYAR me...
MERA WAJUD MERI MOHABT se he,
MUJHE GURUR MERI MOHABT pe he,
MUJHE CHAHTE HONGE or bhi BAHUT LOG,
Magar MUJHE MOHABT APNI MOHABT se he....
Attachment is wen u want something in return..Love is wen u donot want anything in return..So true love is rare.
Palko ke kinare jo hmne bhigoye hi nhi,
Wo sochte hai hm roye hi nhi,
Wo puchte hai khawabo mai kise dekhte ho,
Hm hai ek umar se soye hi nhi.
MOHABT ka matlab intezar nhi hota,
Hr kisi ko dekhna pyar nhi hota,
Yu to milta hai roj MOHABT-E-PAIGAM,
PYAR hai ZINDAGI jo bar-bar nhi hota...
Aj tk jo hm tmse keh na sake,
Aj pyar se iqrar krte hai,
Jise tm roz dekhte ho aine me,
Use hm BEPANAH PYAR krte hai....
MARNE ka MOHABT me MAZA or hai,
Is ZAHAR ko PINE ka MAZA or hai,
MARTE hai to MARNE ki SIKAYAT nhi krte,
HM DILWALE hai DIKHAWE hi MOHABT nhi krte....
Ajeb Lagti Hai Sham Kbhi kbhi,.
Zindagi lagti Hai BeJan kbhi kbhi,.
Samajh Aye To Mujhe B Batana k,.
Q Karti Hai Yadein Pareshan kbhi kbhi
Ek bar kr k aitbar likh do
Kitna hai mujse pyar likh do
Katti nhi ye zindagi ab tere bina
Kitna aur karu intezar likh do... '``short love sms in Hindi ``'
ZINDAGI MEI KISI KA SATH KAFI HAI
HATHO MEI KISI KA HATH KAFI HAI
DUR HO YA PAAS FARK NHI PADTA, PYAR KA TO BS EHSAS HI KAFI HAI
Mere Lafzon Ki Pehchan Aggar Kar Laita Woh, Faraz;
Ussey Mujhse Nahi Khud Say Mohabbat Ho Jaati!
~ Ahmad Faraz
hm pyar jata kr
kisiko rulate nhi
Dil me basa kr kisiko bholate nhi
hm to risto k liye jaan bhi
de de pr log sochate hai
hm riste nibhate nhi
IF I'LL DIE DONT COME TO MY GREY,
DONT CRY DONT PRAY,
JUST SAY I LOVE YOU.
talwar do kism ki hoti hai pehli loha ki dusri mohabt ki fark sirf itna hota hai ki loha ki talwar ek ko do 2 karti hai jab ki mohabt ki talwar 2 ko ek krti hai
insan pyar krne k liye hote h,or cheze istemaal krne k liye...
pr dukh to tb hota h jb log chezo se pyar or insano ko istemal krte h.
Hm wo ishq hai jo dil bn kr dhadakte hai,
hm wo khushbo hai jo baho mai mahakte hai,
hmse pyar na krna e-zalim hm vo dard hai jo ankho
se chalakte hai '``short love sms in Hindi ``'
zindagi khubsurat h pr mujhe jina nhi ata,
hr chez mai nasha h pr mujhe pina nhi ata,
wo mere bin G sakte h, ek mujhe hi unke bin jina nhi ata.
sitare niklte h taki raat aye,
Hm kya likhe ki apka jawab aye,
Sitaro ki chmak to nhi hme,
Hm kya kre ki apko hmari yaad aye.
zindigi k mor pr aisa waqt ata hi
jb insan apne apko tanha pata hi
wahi tanhaye to batati hi
ki..kaun kiska sath nibhata hai
zindgi 1 pal hai jisme na aj hai na kal hai,
je lo isko is tarah ke jb bhi koi ap se mile to aisa lage,,
bus yhi zindgi ka wo sbse hasen pal hai
Kisi ko Pyar ko Bhulana na aye hme.
Kisi ki Dil Ko Dukhana Na aye hme,
Kisi ki yaad me Tarpna to hme Sikh Liya.
Pr apni yaad me Kisi ko Tarpana na
aye hme.
Chahat me Kisiko Ye Saza na Dena,
Mohabt Karo to fir Daga na Dena..
Jo Tmhare Bina ek Pal Na Je Sake,
use Kavi Lambi Umar Ki Dua na Dena..... '``short love sms in Hindi ``'
Chaht to aaj bhi Utni hi hai Unki, Par Kisamat ke hatho majbur ho gye, Dekhi Jo Unke man me Apne Liye Berukhi, Hm Unki Khushi Ke Liye Unse Dur ho Gye
Unhe Nafrat thi Hmse to izhaar Kyu kiya.
Dena tha zeher to Pyar kyu kiya.
Dekar zeher kehte hai Pina Hoga,
aur Jb Pi Liya to kehte hai Jena Hoga...!
Dil Ne Kaha Koi Yaad Kr Raha Hai.
Mai Socha Ye Dil Mazak Kr Raha Hai,
fir Muje Aaya Hichki To Khayal Aaya
Ki Koi Mera SMS Ka INTZAR Kr Raha Hai...
A hurted heart is lyk
small baby which can only cry
bt it won't b able 2 show its feelings
so don't hurt anybody
in life who luvs u a lot......
Read More »

Break Up SMS in Hindi - Hindi sms for Breakup

Teri dosti ne diya sakun itna,
Ki tere baad koi bhi accha na lage,
Tujhe karni ho bewafai to is ada se karna,
Ki tere baad koi bhi bewafa na lage…
Ab Ansuon Ko Aankhon Mein sajaana Hoga
Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalana Hoga
Na Samajhna Ke Tumse Bichar Ke Khush Hain Hum
Humein Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga …
Kaise bhula dun main teri yaad,
Ab to mumkin nahi bhulana teri yaad.
Kabhi the ham divana tere naam ke,
Aaj teri chahat ne kiya hame barbad….
Sitaron se agey jahan aur bhi hein,
Abhi mohabbat k imthan aur bhi hein,
Tum hi nehi jalatey mere dil ko,
College mein ladkiyan aur bhi hein….
Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..
Khudko Ruswayi Se Phir Kaise Bachaya Hoga..
Sounke Fasana Auro Se Merii Barbadi Ka..
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga?
Bhool jane ka tujhe koi irada na tha,
Tere siva kisi se kiya wada na tha.
Nikaal dete Dil se shayed tumhen KHAYAL,
Par is kambakht dil mein koi Darwaza na tha…
Har ek muskurahat muskaan nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat asaan nahi hoti,
ansoo gham ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan asaan nahi hoti…
Khuda apni khudai hr pal dikhata hai.,
Tum pyaar bhi kr0 isiliye t0 dil banata h.,
Pyaar ki gehraiy0n me kaha tk dube h0.,
Ye dikhane k liye juda kr k ek baar aajmata hai.,
Wo Kehti Hai-
Tumhe Shabdon Ki Neevn Rkhna,
Deewaren Banna aur chahat ki neevn rakhna,
Bahut Achhe Se Aata Hai
Zara Puchiye Unse
Agar Itne Achhe Se Aata Hai To,
Aise Kyun Tod Gayi Mere Aashiyaane Ko
Wohh pal aisa tha ke inkaar kar na paye
Duniya ke dar se ikraar kar na paye
Naa thi Zindagi jis ke bina mumkin
Uss ney chhor diya aur hum
sawaal bhi na kar paye
Bakhsh Dena Ishq Mein
Humari
Gustakhiyan..
Dil Hi Qaboo Mein Nahin
Toh Hum
Kya Karein...
Koi kuch na kahe to pata kyahai,
is bechen khamoshi ki wajahkya hai,
hr koi chhod jata hai tanhahume,
koi ye to bataye ki hamarikhata kya hai..
Aarzoo-e-safar ka jab humne iraada kiya,
Saath chalne ka usne wada kia,
Kuch usko raas na aayi wafaa ki baaten,
Kuch aitbaar humne bhi zyaada kiya
Parwah karne waLe aksar ruLa jate hai,
Apna keh kar paraya kar jate hai,
Wafa jitni bhi karo koi fark nahi padta..
MUJHE MAT CHHORNA
keh kar khud chhor jate hai.
Intajaar uska jiske aane ki koi aas ho,
Khushboo bhi us phool ki jo mere paas ho,
Manjil na mil saki hame to koi baat nahi,
Gam bhi usi shakhs ka hota hai jise pyaar ka ehsaas ho.
Dard Sahne Ki Itni Adat Ho Gayi Hai,
"Yaaro"
K Jab Dard Nahi Milta,
To Bahot Dard Hota Hai.
Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi,
Shayad k us ko ab meri kader nahi,
Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh,
Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi!
Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se,
Ye hum Kabi na Seh Payein Gey,
Ek bar keh Dena humse k Zarorat Nahi Ab Tumhari
Hum Tumhari Duniya se Hans kChalay Jaein Gey!
Hum to ek pathar hai...
janu tum ek Phool ho...
socho pathar me phool kese khush r h payega...
isliye ye pathar tum hai 6od raha hai...
Dil Tod Kar Hamara Tumko Rahat B Na Milegi
Hamare Jaisi Tumko Chaht B Na Milegi.
Yu Itni Berukhi Na Dikhlaiye,
Hum Agar Ruthe To Hamari Aahat B Na Milegi.
Tere diye dhokho or waado ke jakmo ki nishaniya ab bhi h dil par h mere,
dhokhebaz to tu thi par iljam apne aap par liye maine sare tere.
tum meri aadat ho, tum mera hissa ho
meri bemaja jindagi ka dilachasp kissa ho
kaise keh doon meri hamadam
ki mujhe pyar nahin hai tumase...
yoon hi sath chalate chalate sham e hayat aayegi
apane bichhadane ka paigam sath layegi
main janata hoon ki tum sath rahogi tab tak
mere jism men aakhiri sans rahegi jab tak
kaise kah doon meri hamadam ke mujhe
pyar nahin hai tumase
Bahut talaash karoge nazar naa
aaunga....
main apne hone ka ehsaas chhod
jaaunga...
bhatakate rahe hai badal ki taraha,
sine se lagalo aanchal ki taraha,
gam ke raste pe na chhodana akele,
warana toot jayenge payal ki taraha...
Meri Zindagi Main Faqat..
Do He Kaam,
Na Mumkin Rahy..
Tujhy Paa Lene Ki Tamana..
Ya Phir ?
Tujhe Bhool Jane Ki Khawaish.
Humne bhi kisi se Pyar kiya tha,
Kam nahi Besumar kiya tha,
Zindgi badal Gyi thi Tab usne kha ki,
Pagal Tu Sach Samjh baitha
Mene to mjak kiya tha.
Hum ne use pan ke liye sab kuch chod diya,
usne bhi pan ke liye sab kuch chod diya par,
farq sirf utna tha usne,
humne use pane ke liye sab kuch chod diya,
aur
usne sab kuch pane ke hume chod diya
Koi roo kar juda hota hai.
Koi hans kar juda hota hai.
Lekin juda hone ka gum to tab hota hai.
Jab koi kisi ka ho kar juda hota hai.
Sab mujhe kehte hai ki badal gaya hai tu..
Aab unhe kaun samajhaye..
Tute hue patte ka rang aksar badal hi jata hai...
Samet Kar Le Ja Apni Yaadon Ke Adhoore Kisse!
Teri Agli Chahat Me Tujhe In Ki Bhi Zarurat Hogi...!!
Kisi dard ko sambhal pana asan nahi,
Haste hue hr pal bita pana asan nahi,
Zindagi me har koi dil me nahi bas pata,
or us ek base hue ko bhul pana asan nahi.
Khafa Hone Se Pehle Khata Bata Dena
Rone Se Pehle hasna $ikha Dena
agar Ja Rahe Ho Humse Dur Tum
To Jane $e Pehle Judai Me Rehna Sikha Dena..
Aakhirkaar jab hosh aaya hume,
To khawab ko bhula, sapne dekhne lage,
Bin par k aasmaan main udne lage,
Itna dur hogaye,
Ki jab sapne toote,
Tho dharti par na pauch sake...
Akhir DiL Apna Todna Pada Hme
Rukh Unse Modna Pada Hme
Itni Mohabat ki Unse kya Bataye Yaro
Unki khushi k Liye
Unhe Hi Chodna Pada Hume.
Aaj kyo ajib sa lagne lagi hai,
dil ki dhadkane badhne lagi hai,
pass to nahi hai o mere,
phir kyo aisa lagta hai ki o hamse door jane lagi hai.
Jindegi ko kisne dekha,
Jindegi ko kisne dekha.
Mujhe to yeh bhi pata na tha,
ki jisko maine dekha
Usko khuda ne dekh liya aur
Mujhse dur kar diya.
Jise Chaha Maine Khud Se Zyada,
Aaj Usi Ne Mera Haath Chhod Kar Kaha,
Tumhara Pyar Paglon wala Hai...
Aur
Mai Pagal Ke Saath Nahi Reh Sakti
Wo aksar mujhe kehti thi
Tumhe to apna bana kar chhodungi
Aaj usne apni baat sach kardi,
Usne mujhe apna bana kar hi chod diya
Chahat To Aaj B Thi Utni Un K Liye
Par Qismat K Haathon Majboor Ho Gaye
Dekhi Jo Un Main Apnay Liye Be-Rukhi
Hum Unki Khushi K Liye Un Se Door Ho Gaye
Akhir DiL Apna Todna Pada Hme
Rukh Unse Modna Pada Hme
Itni Mohabat ki Unse kya Bataye Yaro
Unki khushi k Liye
Unhe Hi Chodna Pada Hume
Jab Dil kisiko bhool na paye,
Aankho se aansu rukh na paye,
Yaado ka saama guzar na jaye,
To yaad krna iss Dil ko,
Jo bhool ke bhi tumko bhool na paye.
Samjh na sake unki baato ko, hum pyar
k nashe m choor the, aaj samjh n aaya,
jiske liye hm jaan chidkte the wo dil
todne k lye mashur the.,
Tere liye khudko majboor kar liya,
zakhmo ko apne nasoor kar liya,
mere dil mein kya tha ye jaane bina
tune khudko humse kitna door liya.
Kitni Hasrat Thi Hume Unhe Dil Mein Basane Ki,
Aaj Soch Ke Hi Aankho Se Paani AaJaate Hain,
Log Milte Hain Aur Milkar Bichhad Jaate Hain,
Hum Yaha Akele The Aur Akele Hi Reh Jaate Hain.
DIL TUTTA HAI AANKH BHAR JATI HAI
KUCH PAL KE LIYE JAISE ZINDAGI RUK JATI HAI
PEHLE WADA KARTE HAI ZINDAGI BAN KE REHENGE
PHIR NA JANE KYON YEH ZINDAGI SATH CHHOD JATI HAI
Ab Chhod Ke Wafa Ke Daman Ko,
Karte Hai Baat Sazaon Ki,
Dil Tod Ke Naa Jane Kitne,
Karte Hai Baat Wafaon Ki...
Sari duniya se ham anjaan bane unke liye
Hamse wahi ab anjaan bane bathe hai
Yeh dil ab aur intzaar mat kar
Lagta hai woh kisi aur ke mehman banye bathe hai
Pyar wo hame bepana kar gaye,
Fir zindagi mein hamko tanha kar gaye..
Chahat thi unke ishq mein fanna hone ki,
Par woh lout kar aane ko bi mana kar gaye.
Manzil kay hai, rasta kya hai,
hausla hai to fasla kya hai,
vo saja dekar door jaa baithe,
kis se puchhun ki meri khata kya hai
Tanhayion se nahin hum mehfil se darte hain
duniya se nahin hum khud se darte hain
yun to bahut kuchh khoya hai humne
na jaane kyun tumhe khone se darte hain
Wo keh gaye mera intezar mat krna,
Me kahu to bhi mera aitabar mat krna,
Ye bhi kaha unhe pyar nahi mujhse
Aur ye bhi keh gye kisi Aur se pyar mat krna..
Alvida keh kr jab wo chal diye,
In ankho ne haseen khwab kho diye,
Gam ye nahi ki wo mujhe chhod gaye,
Dard to tab hua jab alvida kehte-kehte wo khud Ro diye!
mudton ke bad usako kisi ke sath khush dekha to ehasas huaa ...
kash ki usako bahut pahale he chhod diya hota!!!!!
Read More »